Hazrat Khalid Bin Waleed | Allah Ki Talwar | Islamic Bayan In Urdu | Episode 4

2024-09-18 0

Hazrat Khalid Bin Waleed | Allah Ki Talwar | Islamic Bayan In Urdu | Episode 4

Al Salam Alikum. Hazrat Khalid bin Waleed kay kissay kay chotay episode main khoushamdeed. Chaliya qissay ki taraf agay berhty hain. Rasool Allah (SAW) ka tasawur Khalid kay zehan main nikhar aya. Wo Ap (SAW) ko achi tarhan sy janta tha. Lakin wo ab yeah mehsoos ker rha tha jesay wo Muhammad (SAW) koi or thay jihain wo bachpan sy janta tha. Is kay bad Ap (SAW) nay jo rukh ikhtyar kiya tha us main Khalid Ap (SAW) ko nahi pehchanta tha. Nabuwat kay daway kay bad Khalid ki Ap (SAW) kay sath bool chal band ho gayii thi. Wo Ap (SAW) kay sath do do hath kerna chahta tha. Lakin wo Rakana ki tarhan pehalwan nahi tha. Wo maidan-e-jung main larnay wala or larnay waloun ki qayadat kernay wala aik jungju tha. Lakin is waqt musalman fouj sy larnay kay qabil nahi thy.

Your Queries are as follows.

khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed
khalid bin waleed status
hazrat khalid bin walid
khalid bin waleed history
hazrat khalid bin walid ka waqia
khalid bin waleed ra
khalid
khalid bin waleed edit
,khalid bin waleed series
khalid ibn walid
khalid bin waleed ka waqia
hazrat khalid bin waleed series
hazrat khalid bin waleed ki jang
life of hazrat khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed ka waqia
Allah ki talwar
Sword of Allah
#Islam #IslamicStories #IslamicWaqia #WaliAllah #WaleAllah #IslamicWaqiyat #Islamicwaqiainurdu #Islamicwaqiyatinurdu #Islamickahani #IslamicKahaniyan #Allahkaywali #Allahkywali #AuliyaAllah #swordofAllah #Allahkitalwar #khalidbinwaleed #hazratkhalidbinwaleed